Laut Jati Hai Dunia Gham
Hamara Dekhkar
Jaise Laut Jati Hai Lehre Kinara Dekhkar
Tu Kandha Na Dena Mere Janaze Ko
Kahin Zinda Na Ho Jaun Tera Sahara Dekhkar
Bada Armaa Tha Zindagi
Saath Bitane Ka
Par Afsos Hai Teri Khamoshi Ka
Ess Se Badi Deewangi Aur Kya Hogi
Intezar Ab Bhi Hai Tere Aane Ka
Chaho To Dil Se Humko Mitta
Dena
Chaho To Hum Ko
Bhula Dena
Par Jab Bhi
Yaad Aaye Hamari
To Rona Nahi
Bas Muskura Dena
Baad Muddat Uuse Dekha
Yaaron
Wo Zara Bhi
Nahi Badli Thi Yaaron
Khush Na Thi
Mujhse Bichadkar Wo Bhi
Uske Chehre Pe
Likha That Yaaron
Fasle Bahut Hain Par Itna
Maan Lijiye
Karib Rehkar
Bhi Har Koi Khaas Nahi Hota
Aap Khayalon
Mein Bhi Itne Kareeb Hain
Ki Faaslon Ka
Ehsas Nahi Hota
Tham Lo Mujhe Behoshi Cha
Rahi Hai
Palko Pe Aanshu
Leke Teri Yaad Aa Rahi Hai
Pyar To Bepanah
Mere Dil Ne Kiya Hai
Fir Saza Kyun
Meri Nazare Pa Rahi Hai
Pyar Ka Bandhan Bada Ajib
Hota Hai
Jitna Najuk
Utna Hi Majbut Hota Hai
Jo Utha Lete
Hai Kanto Ko Hatho Mein
Phool Bhi Unhi
Ko Naseeb Hota Hai
Pyar Insan Se Karo Uski
Aadat Se Nahi
Rutho Unki
Baton Se Unse Nahi
Bhulo Unki
Galtiyon Ko Unhe Nahi
Kyunki Rishto
Se Badhkar Kuch Nahi
Khushbu Mein Ehsaas Hota
Hai
Pyar Ka Rishta
Kuch Khaas Hota Hai
Har Baat Jubaan
Se Kehna To Mumkin Nahi
Esliye To Pyar
Ka Naam Aitbaar Hota Hai
Rotti Aankhon Se Tujhe
Muskaan Kaise Dun
Anjan Hun Khud
Se Tujhe Pehchan Kaise Dun
Tu Hi Hai Jaan
Meri O Jane Ja
Ab Tu Hi Bata
Tujhe Apni Jaan Kaise Dun
Muhabbat Ka Ishara Yaad
Rehta Hai
Har Pyar Ko Apna Pyar Yaad Rehta Hai
Do Pal Jo Pyar Ki Bahon Mein Guzre Ho
Maut Tak Wo Nazara Yaad Rehta Hai
Na Sona Hai Na Chandi Hai
Na Heera Hai Na Motii Hai
Muhabbat Do Dilon Mein
Jalta Hua Ek Jyoti Hai
Muhabbat Ki Dunia
Mein
Sab Kuch Haseen
Hain
Muhabbat Nahi
To
Kuch Bhi Nahin
Hain
Ruth kar Aap Se Hum Kahan
Jayenge
Yaad Kiye Bina
Hum Kaise Reh Payenge
Aapki Har
Muskaan Khushi Hai Hamari
Wada Kijiye Hamesha Muskurayenge
Ummeed Aisi Ho Jo Jine Ko
Majbur Kare
Raah Aisi Ho Jo
Chalne Ko Majbur Kare
Mehak Itni Ho
Hamare Pyar Mein Ki
Rozz Milne Ko
Humein Majbur Kare
Muhabbat Ka Imtihan Aasan
Nahi
Muhabbat Sirf
Paane Ka Naam Nahi
Waqt Beet Jati
Hain Kisi Ke Intezar Mein
Ye Sirf
Pal-Do-Pal Ka Saath Nahi
Unki Muhabbat Ke Abhi
Nishan Baki Hai
Naam Lab Par
Hai Aur Jaan Baki Hai
Kya Hua Dekh
Kar Muh Pher Lete Hai
Tasalli Hai
Hamari Surat Bhulana Baki Hai
Shaam Ki Tanhai Se Fariyad
Kar Raha
Dard Ki Gehrai
Se Koi Baat Kar Raha
Samjho Tum In
Fizaon Ki Zubaan Ko
Aaj Fir Dil Se
Koi Aapko Yaad Kar Raha
Har Koi Muhabbat Mein Fana
Nahi Hota
Kisi Ko Chahna
Koi Gunah Nahi Hota
Wo Puchte Hain
Humein Kitna Chahte Ho
Par Pyaar
Lafzon Mein Bayan Nahi Hota
Na Chaho Kisi Ko
Itna
Ki Chahat Aapki
Majburi Ban Jaye
Chaho Kisi Ko
Itna Ki
Aapka Pyar Uske
Liye Zaruri Ban Jaye
Meri Jaan Meri Shaan Sab
Muhabbat Hai
Mera Aagaaz
Mera Anzaam Sab Muhabbat Hai
Mujhe Muhabbat
Se Muhabbat Hai
Yeh Meri
Zindagi Ki Zarurat Hai
Teri Na Mein
Bhi
Humne Dundh Li
Apni Khushi
Tu Agar Haan
Keh De
To Baat Hogi
Aur Bhi Hanshi
Tere Akelepan Mein Sath
Tera Nibhayege
Teri Tanhayion
Mein Tere Paas Hum Ayenge
Tu Ek Baar
Mujhe Awaz Dekar To Dekh
Khud Rokar Bhi
Hum Tujhe Hasayenge
Ho Chuki Raat Ab So
Jao
Jo Dil Ke Ho
Karib Uske Khayalo Mein Kho Jao
Kar Rahe Honge
Wo Intezar Aapka
Sapno Mein Hi
Sahi Usse Mil To Aao
Unko Maalum Hai Fir Bhi
Anjaan Bante Hain
Ess Tarah Wo
Humein Paresan Karte Hain
Puchte Hain
Humse Ki Kya Pasand Hai Aapko
Wo Khud Jawab
Hokar Ye Sawaal Karte Hain
Apni Zindagi Ka Alag Uusul
Hai
Uski Khatir
Kante Bhi Kubul Hai
Hansh Ke Chal
Du Tute Sise Ke Tukdo Pe
Agar Wo Kahe
Unke Bichaye Huye Phool Hai
Kitna Bhi Chaho Na Bhul
Paoge Humein
Jitna Durr Jao
Nazdik Paoge Humein
Mita Sakte Ho
To Mita Do Yaadein Meri
Magar Kya Sapno
Se Juda Kar Paoge Humein
Tadap Ke Dekho Kisi Ki
Chahat Mein
To Samajh Paoge
Ke Intezaar Kya Hota Hai
Yuhi Mil Jaye
Agar Koi Bina Tadpe
To Kaise Jaan
Paoge Pyaar Kya Hota Hai
Baat Karne Ke Liye Nazar
Chahiye
Pyar Karne ke
Liye Jigar Chahiye
Usko Aapke Dil
Ki Har Baat Pata Chal Jaye
Bas Aapki
Khamoshi Mein Wo Asar Chahiye
Kasam Khayi Thi Tumhe Paane
Ki
Shayad Nazar Lag Gayi Zamane Ki
Kafan Se Nikle Huye Haath Aaj Bhi Kehte Hai
Ki Aarzu Reh Gayi Tumhe Gale Lagane Ki
shayaritab.in-The No.1 Site In India For Beautiful,Meaningful & Interesting Shayaries By Ghulam Yazdani