Khab Itne Dekhe Ki Ab Neend
Nahi Aati
Uski Tasvir Kya
Aankhon Se Ansu Bhi Nahi Aati
Hal-E-Dil
Sunaya Tha Usko Kai Baar
Par Khamoshi Ke
Siwa Uuse Koi Baat Nahi Aati
Izhaar To Bahut Karte Hain
Logg Humse
Fir Kyun Tanha
Hai Dil Samajh Nahi Aata
Chala Aaya Uski
Dunia Se Main Itna Duur
Ki Wapas Jane
Pe Bhi Wo Nazar Nahi Aata
Jeene Ki Kya Wajah Dundh Li
Tumne
Ki Tujhe Ab
Meri Yaad Nahi Aati
Mar Jata Tha
Kabke To Main
Par Teri Bahon
Ke Bina Maut Bhi Nahi Aati
Dillagi Thi Uuse Muhabbat
Kab Thi
Mehfil-E-Gair
Se Uuse Fursat Kab Thi
Hum Uski
Muhabbat Mein Lut Jane Ko Taiyar
Lekin Uski
Waadon Mein Wo Haqiqat kab Thi
Judai Har Pal Yu Mehsus Na
Hoti
Kaash Wo Itni
Majbur Na Hoti
Waqt Bana Deta
Hai Insaan Ko Bewafa
Warna Muhabbat
Ka Naam Mashhoor Na Hoti
Jo Chhor Chal
Diye
Unhe Yaad Kya
Karna
Bedard Ho
Zamana
To Fariyad Kya
Karna
Teri Bewafai Ko Aajtak
Main
Seene Se Laga
Zinda Hoon
Jiske Tumne Par
Kaat Dale
Main Wo Parinda
Hoon
Udaas Ankhon Se Aansu Nahi
Nikalte Hain
Ye Motiyon Ki
Tarah Sipiyon Mein Palte Hain
Yahan Ek Ped
Hai Aa Esse Lipatkar Ro Le Hum
Yahan Se Tere
Mere Raaste Badalte Hain
Kaise Keh Du Usne Mujhe
Chhor Diya Hai
Baat To Sach
Hai Par Baat Hai Rushwai Ki
Jo Kal Misaal
Dete Thay Uski Muhabbat Ki
Ab Misaal Wo
Denge Uski Hi Bewafai Ki
Teri Judai Bhi Humse Pyar
Karti Hai
Teri Yaade
Bahut Bekarar Karti Hai
Wo Din Jo Tumne
Mere Saath Guzare Thay
Talaash Unko
Nazar Baar-Baar Karti Hai
Shaam Tanhai Ki Hai Aayegi
Manzil Kaise
Jo Raah Dikhaye
Wo Tara Hi Na Raha
Kya Bataun Main
Yun Hi Chala Jata Hoon
Jo Mujhe Fir Se
Bula Le Wo Ishara Na Raha
Neelaam Ho Raha Tha Tujh
Nazni Ka Pyar
Kimat Nahi
Chukayi Gayi Mujh Gareeb Se
Teri Bewafai Ki
Laas Pe Main Daal Dun
Resham Ka Ye
Kafan Jo Mila Hai Naseeb Se
Dil Ka Dard Palko Mein Qaid
Hai
Ehsas Uska Hawa
Ke Isharo Mein Qaid Hai
Usko Bhulayein
To Bhulayein Kaise
Jinko Paane Ki
Aarzu Sitaron Mein Qaid Hai
Dilon Se Khelne Ka Hume
Hunur Nahi Aata
Esliye Hum Ishq
Ki Baazi Haar Gaye
Zindagi Se
Shayad Unhe Bahut Pyar Tha
Esliye Wo Hume
Zinda Hi Maar Gaye
Jane Kyun Akele Rehne Ko
Majbur Ho Gaye
Yaadon Ke Saaye
Bhi Humse Durr Ho Gaye
Ho Gaye Tanha
Ess Mehfil Mein
Ki Hamare Apne
Bhi Humse Durr Ho Gaye
Aye Bewafa Tera
Chehra
Bhul Jane Ke
Kabil Nahi Hai
Tu Bahut
Khubsurat Hai Lekin
Dil Lagane Ke
Kabil Nahi Hai
Bewafa Tujhe Karna Na Tha
Jo Tumne Kiya
Ek Sache Aashiq
Ko Tumne Daga De Diya
Ess Tanhai Mein
Kisi Ko Shaamil Nahi Kiya
Main Wo Nadi
Jiska Koi Saahil Nahi Hua
Wo Teri Muhabbat Nahi
Thi
Bas Ek Hawa Ka
Jhonka Tha
Wo Jeene Marne
Ki Kasme
Wo Waadein Sab
Dhoka Tha
Aye Haseena En Phulon Mein
Dil Hai Mera
Geysuon Mein
Laga Lo Nikhar Jaoge
Kal Kehte Thay
Ulfat Mein Jaan Denge Hum
Waqt Aayege To
Tum Bhi Mukar Jaoge
Sapno Ki Tarah Aakar Chale
Gaye
Ghamo Ki Neend
Sula Kar Chale Gaye
Kis Bhul Ki
Saza Di Tumne Humko
Pehle Hasaya
Fir Rula Kar Chale Gaye
Kasish To Bahut Hai Mere
Pyar Mein
Par Unka Dil
Hai Jo Pighalta Hi Nahi
Agar Miile
Khuda To Maang Lu Unko
Par Khuda Marne
Se Pehle Milta Nahi
Wo Bewafa Hamara Imtehan
Kya Legi
Milegi Nazro Se
Nazar To Nazar Jukha Legi
Uuse Meri Kabar
Pe Diya Jalane Mat Kehna
Wo Nadan Hai
Dosto Apna Hath Jala Legi
Har Raat Ro-Ro Ke Usse
Bhulane Lage
Ansuo Mein Uske
Pyar Ko Bahane Lage
Yeh Dil Bhi
Kitna Ajib Hai
Roye Hum To Wo
Aur Bhi Yaad Aane Lage
Unki Chahat Mein Dil Majbur
Ho Gaya
Bewafai Karna
Unka Dastur Ho Gaya
Kasur Unka Nahi
Hamara Tha Yaaron
Unhe Chaha Hi
Itna Ki Unko Gurur Ho Gaya
Ujalo Mein Gham Ka Andhera
Kyun Aata Hai
Jisko Hum
Chahte Hain Wohi Kyun Rulata Hai
Mere Khuda Agar
Wo Meera Naseeb Nahi
To Aise Loggon
Se Mujhe Kyun Milata Hai
Dil Se Roye Magar Hothon Se
Muskura Baithe
Yun Hi Hum Kisi
Se Wafa Nibha Baithe
Wo Humein Ek
Lamha Na De Paye Pyar Ka
Aur Hum Unke
Liye Zindagi Luta Baithe
Apni Muhabbat Ka Maatam
Mana Raha Hoon
Bewafa Teri
Yaad Mein Dilko Jala Raha Hoon
Udhar Tu Hathon
Mein Mehndi Laga Rahi Hai
Aur Idhar Main
Bas Aanshu Baha Raha Hoon
Hath Thaam Sake Na Pakar Se
Daaman
Bade Karib Se
Uthkar Chali Gayi Wo
Humne Socha Wo
Wafa Nabhayegi
Par Doston
Bewafa Ho Gayi Wo
Maine Tumhe Mehfil
Di
Tumne Mujhe
Tanhai Di
Humne Tumse
Wafa Nibhaya
Tumne Mujhe
Bewafai Di
Ye Baat Mujhe Pata
Hai
Ki Tu Ek Bewafa
Hai
Tujhse Maine
Pyaar Kiya
Bas Yehi Meri
Khata Hai
shayaritab.in-The No.1 Site In India For Beautiful,Meaningful & Interesting Shayaries By Ghulam Yazdani